Mili Hawaon Mein Udne Ki Wo Saza YaaroMili hawaon mein udne ki wo saza yaaroKi main zameen ke rishton se kat geya yaaroWe be-khayal musafir main raasta yaaroKahan tha bas mein mere use rokna yaaroMere kalam pe zamae kee gard aisi thiKi apne baare mein kuch bhi na likh saka yaaroTamam shehar hi uski talaash mein ghum thaMain uske ghar ka pata kis se puchta yaaroJo beshumar dilon ki nazar mein rehta haiWo apne bachhon ko ek ghar na de saka yaaroJanab-e-meer ko khudrajiyon meinMiyan 'wasim'ke kehne ko kya bacha yaaro
Wafa Ka Naam Mat Lo Yaaro Wafa Dil Ko Dukhati HaiWafa ka naam mat lo yaaro wafa dil ko dukhati haiWafa ka naam lene se humein ek bewafa kee yaad aati hai
Jinhe Bhulaney Mein YaaroJinhe bhulaney mein yaaro, itne zamane lageJab dil dukha to woh hi log yaad aane lage
Itni Pilaao Aaj Tum Humko YaaroItni pilaao aaj tum humko yaaroKi kabhi hosh mein hum na aane paayeinYa fir mila do is mein jahar jara saKi hosh mein aane se pahle hi mar jaayein hum