"NAZAR" aur "NASEEB" ke milne ka ittefaq kuch aisa hota hai"nazar" aur "naseebKe milne ka ittefaq kuch aisa hota hai..Ki "nazar" ko pasand hamesa wahi cheez aati haiJo "naseeb" nahi hoti hai..Its really tru
Chahe Jis Naam Se Bhi Pukaro MujheChahe jis naam se bhi pukaro mujhZndgi hu tumhari guzaro mujhMai tumhari nazar me to ek khel hChahe jeeto mujhe chahe haaro mujhe...!
Agar koi aapko a66a lagta haiAgar koi aapko a66a lagta hai..To a66a wo nahi..Balki..A66e aap ho..Kyunki..Usme a66ai dekhne wali.Nazar aapke pass hai.
Nazar ko nazar ki khabar na lageNazar ko nazar ki khabar na lageKoi accha bhi is kadar na lageAapko dekha hai bas us nazar seJis nazar se aapko nazar na lage
Na pine ka shauk tha na pilane ka shauk thaNa pine ka shauk tha na pilane ka shauk thaHume to sirf nazare milane ka shauk thaPr kya kare yaaro hm nazare hi unse mila baitheJinhe sirf nazaro se pilane ka shauk tha
Ek qatra hu mainEk qatra hu main, mujhe aisi sifat de maula..Koi pyasa nazar aa jaye, to dariya ho jau..