Dil Ne Jo Chaha Kabhi Na Paya Dil ne jo chaha kabhi na pay... jhuthi muskan se humne gham kChupaya..Har insan taqdeer ko aajmata hai..Ek hum hain jise har bar taqdeer n
Ab Toh Gham Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi HaiAb toh gham sehne ki aadat si ho gayi haiRaat ko chhup chhup rone ki aadat si ho gayi haiTu bewafa hai khel mat mere dil se jee bhar keHumein toh ab chot khaane ki aadat si ho gayi hai!
Har Saans Jaise Ik Bojh Si Lagti HaiHar saans jaise ik bojh si lagti haiNa din guzarte hain aur na hi raate kat ti hainUnki bewafai jalati hai mujhe is tarah seJaise dheere-dheere geelee lakdi sulagti haiKoi to baat zaroor hai jise mera man ab tak na bhool paya haiMehfilon se door bhagta hoon, tanhai se darta hoonDard hota hai to aansu bahata hu, aahen bharta hoonBematlab si lagne lagi zindagi apniAb to bas maut ka intezar karta hoonYe gham hi lagta mujhe apna humsaya hai
Koi Toh Bataye Itna MujhkoKoi toh bataye itna mujhkoKyu bewafa ho jaate hain sabSaya bhi nahi hai saath rahtaGham ke badal chhate hain jab
Mere Gham ka No Koi Aar Naa koi par haiMere gham ka no koi aar naa koi par hai.Mere to har dard ka sirf khuda hi raazdar hai..!Teri mehfil me aake jam ke hashee,raat pe rooye hai.Duniya ki beed me hai, fir bi khud me khoyee hai..!
Dil ki mere beqarari mujhse kuchch puchcho nahi Shab ki meri aah-o-zaari mujhse kuchh puchho nahi Baar-e-GhamDil ki mere beqarari mujhse kuchch puchcho nahShab ki meri aah-o-zaari mujhse kuchh puchho nahBaar-e-gham se mujhpe roz-e-hijr mein ik ik ghadKya kahun hai kaisi bhaari mujhse kuchh puchcho nahMeri surat hi se bas maaloom kar lo ham-damoTum haqiqat meri saari mujhse kuchh puchho nahShaam se taa-subah jo bistar pe tum bin raat kMaine ki akhtar-shumari mujhse kuchh puchho nahHam-damon jo haal hai mera karunga gar bayaaHogi unki sharm-sari mujhse kuchch puchcho nah