Chand Kee Taraf Dekh Ke Fariyaad Mangte HainChand kee taraf dekh ke fariyaad mangte hainHum zindagi mein bas tera pyaar mangte hainBhool ke bhi kabhi mujhse door mat janaHum kaun sa tujhse teri jaan mangte hai
Ek BoorhaEk boorhEk boorha, naheef-o-khasta zarIk zaroorat se jaata tha bazaarZoef-e-peeri se kham hui thi kamarRaah bechara chalta tha jhuk karChand larkon ko us pe aai hansiQad pe phabti kahan ki soojhiKaha ik larke ne us se ke bolTu ne kitne ko li kamaan yeh molPir mard, lateef-o-daanishmandHans ke kahne laga ke ai farzandPahunchoge meri umar ko jis aanMuft mil jaaegi tumhein yeh kamaanTranslationNaheef-o-khasta zar: weak and brokeZoef-e-peeri: weight of agLateef-o-daanishmand: kind and discree