Wafaa Ke Baab MeinWafaa ke baab meiWafaa ke baab mein ilzaam-e-aashiqui na liaKe teri baat ki aur tera naam bhi na liaKhusha wo loog ke mehroom-e-iltafaat rahayTere karam ko ba andaaz-e-saadgi na liaTumhaaray baad kayi haath dil ki simt barhayHazaar shukar girebaan ko ham ne si na liaTamaam masti-o-tishna labi ke hangaamayKisi ne sang uthaaya, kisi ne meena lia'faraz' zulm hai kuch itni khud aitmaadi bhiKe raat bhi thi andheri, charaagh bhi na lia
Wafaa Ke BaabWafaa ke baaWafaa ke baab mein ilzaam-e-aashiqui na liaKe teri baat ki aur tera naam bhi na liaKhusha wo loog ke mehroom-e-iltafaat rahayTere karam ko ba andaaz-e-saadgi na liaTumhaaray baad kayi haath dil ki simt barhayHazaar shukar girebaan ko ham ne si na liaTamaam masti-o-tishna labi ke hangaamayKisi ne sang uthaaya, kisi ne meena lia'faraz' zulm hai kuch itni khud aitmaadi bhiKe raat bhi thi andheri, charaagh bhi na lia
Dil Hi To Hai Na Sang-o-KhishtDil hi to hai na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyonRoyenge hum hazar baar koi humein sataye kyonDaer nahi, haram nahi, dar nahi, aastaan nahiBaithe hain rehguzar pe hum gair humein uthaye kyonTranslationIt is only a heart, not stone or mortar, why should it not fill with painWe will wail a thousand times, why should anyone torment usIt is not a temple, mosque, a dearly beloved's door, nor a patron's entrywayWe are wayfarers, why should anyone evict us
Bheegi Palkon Ke Sang Muskurate Hain HumBheegi palkon ke sang muskurate hain humPal pal dil ko kuch aur behlate hain humTu door hai humse to kya hua mere dilbarHar saans mein teri aahat paate hain hum
Tu hi dil hai aur tu hi jaan hai meriTu hi dil hai aur tu hi jaan hai meriTujhse hi jahaan me pehchan hai meriTujhe apna banalu tujhe tujhse churaluBas jiyun sang tere tammana hai meriTere liye tode maine sare rishteGham bhi hai jhela maine haste hasteDuniya bhulayi maine tere waasteSang tu chale jo bhi ho raasteTere bina duniya viraan hai meri
Aaj barish me tere sang nahana haiAaj barish me tere sang nahana haiSapna ye mera kitna suhana haiBarish ki bunde jo gire tere hotho peUnhe apne hotho se uthana hai.