Mana Ki Naseeb Me Hamare Koi Sanam Nahi Mana ki naseeb me hamarKoi sanam nahi ..phir bhKoi shikwa koi gam nahi haiTnha hain phir bhi jiyJarahe hain. badnasheeb tWo hain jinke nasheeb mHam nahi hain.
Kismat Ka Likha Mitaya Nahi JataKismat ka likha mitaya nahJata, pap ka gada chhupayNahi jata, rafu to har chiKi hoti hai sanam, magar diKa ghav silaya nani jata
Sehmi Sehmi Si Kyon Ho TumSehmi sehmi si kyon ho tum,Soyi ho phir bhi jagi jagi kyon ho tum,Jab hum tere karib hai toh dari dari si kyon ho tumO sanam mere sanam teri raah huHai phir bhi akeli kyon ho tum
Door Se Aaye The Saqi Sun Ke Maykhane Ko HumDoor se aaye the saqi sun ke maykhane ko humBas taraste hi chale afsos paimane ko humMay bhi hai, meena bhi hai, sagar bhi hai saqi nahiDil mein aata hai laga den, aag maykhane ko humHumko phansna tha kafaz mein, kya gila sayyad kaBas taraste hi rahe hain, aab aur daane ko humBaag mein lagta nahi sehara mein ghabrata hai dilAb kahan le jaake bithayein aise deewane ko humTaak-e-aabru mein sanam ke kya khudayi reh gayiAb to pujenge usi kaafir ke butkhane ko humKya hui takseer hum se, tu bata de ai 'nazeerTaaki shadi marg samajhe, aise mar jaane ko hum