Ab Khushi Hai Na Koi Gham Rulane WalaAb khushi hai na koi gham rulane walaHumne apna liya har rang zamane walaHar be-chehra si ummeed hai chehra chehraJis taraf dekhi aane ko hai aane walaUsko rukhsat to kiya tha mujhe maloom na thaSara ghar le geya ghar chhod ke jaane walaDoor ke chaand ko dhundo na kisi aanchal meinYe ujala nahi aangan mein samane walaEk musafir ke safar jaisi hai sabki duniyaKoi jaldi mein koi der mein jaane wala
Muskurane Se Shuru Aur Rulane Pe KhatamMuskurane se shuru aur rulane pe khatamYe zulm hai insanon pe jise log mohabbat kehte hain
Rulane Ke Baad Kyon Hansate Hain LogRulane ke baad kyon hansate hain logJaane ke baad kyon bulate hain logZindagi mein kya kuch kasar baaki thiJo marne ke baad bhi jalate hain log