Hasdeyan Nainan NuHasdeyan nainan nHasdeyan nainan nu rona de gayaVekho ki dil da parohna de gayaAkhaan vich jagraate honthan te haawanEh tohfa pyar da saanu sohna de gayaMaut vi nahi aavndi joona vi hoya aukhaEh kaisa rog asaa nu jeon joga de gayaLaare lappe laake asaa nu raah vich chhad keHath assade udeekaan da khedona de gayaHath kar gaya assade naal oh hass hassa keHaase khoh ke asaa nu umran da rona de gaya
Ai Mohabbat Tere Anjaam Pe Rona AayaAi mohabbat tere anjaam pe rona aayaJaane kyon aaj tere naam pe rona aayaYun to har shaam umeedon mein guzar jati haiAaj kuch baat hai jo shaam pe rona aayaKabhi taqdeer ka maatam kabhi duniya ka gilaManzil-e-ishq mein har ghum pe rona aayaMujh pe hi khatam hua silsila-e-nauhagariIs kadar gardish-e-ayyam pe rona aayaJab hua zikar zamane mein mohabbat ka "shakeel"Mujh ko apne dil-e-nakaam pe rona aaya
Unhe Sawal Hi Lagata Hai Mera Rona BhiUnhe sawal hi lagata hai mera rona bhiAjab saza hai jahaan mein gareeb hona bhiYe raat bhi hai odhana-bichona bhiIs ek raat mein hai jaagna bhi sona bhiAjeeb shehar hai ki ghar bhi raaston kee tarahKaisa naseeb hai raaton ko chup ke rona bhiKhule mein soyenge motiya ke phoolon seSajaa lo zulf basa lo zara bichona bhi'aziz' kaisi yeh saudagaron kee basti haiGaraan hai dil se yahan kaath ka khilona bhi
Ae dil unki yaad mein rona fizul haiAe dil unki yaad mein rona fizul hai, ansu anmol hai, inko khona fizul haiRote uske liye hain jo tum pe nisar ho, uske liye kya rona jiske ashiq hazaar ho
Apni Bebasi Par Aaj Rona Sa AayaApni bebasi par aaj rona sa aayaDoosron ko nahi maine apno ko azmaayaHar dost ki tanhaayi door kiLekin khud ko har mod par tanha hi paya
Yun Kisi Kee Yaad Mein Rona Fizool HaiYun kisi kee yaad mein rona fizool haiItne anmol aansu khona fizool haiRona to unke liye jo hum par nisaar hainUnke liye kya rona jinke aashiq hazaar hain