Khayaal-e-Yaar Mein Mujh Ko Yun Hi Madhosh Rehne DoKhayaal-e-yaar mein mujh ko yun hi madhosh rehne doNa pucho raat ka qissa mujhe khamosh rehne doSunaya vasl ka qissa to mere dost yun boleKahan tum kahan us kee haseen aghosh rehne doMujhe maloom hai us ne mera hona nahin lekinMeri umeed mat todo mujhe pur-josh rehne doMohabbat jurm hai mera mujhe iqraar hai iskaWafaa ilzaam hai to phir mere sar dosh rehne doKitaab-e-ishq se hum par yehi raaz khula haiPaaye jo jaam ulfat ka usse meh-nosh rehne do
Mar Kar Bhi Usko Dekhte Rehne Ke Shauq MeinMar kar bhi usko dekhte rehne ke shauq meinAankhein kisi ko apni, amanat mein de gaye
Chaman Mein Rehne Walon Se To Hum Sahra-Nashin AchhheChaman mein rehne walon se to hum sahra-nashin achhheBahaar aa ke chali jati hai veerani nahi jaatiMeaningSahra-nashin = inhabitant of deser
Betaab Tamannao Ki Kasak Rehne DoBetaab tamannao ki kasak rehne doManzil ko pane ki lalak rehne doAap bhale hi raho door nazron sePar bandh palko me apni jhalak rehne do