Kisi Ranjish Ko Hawa Do Ke Mein Zinda Hoo AbhiKisi ranjish ko hawa do ke mein zinda hoo abhi;Mujhe koi ahsaas dila do ke mein zinda hoon abhi;Mere rukane se meri saanse bhi ruk jaayegi;Fasale aur badha do ke mein zinda hoon abhi;Zehar peene ki toh aadat thi zamanewalo;Ab koi aur dava do ke mein zinda hoon abhi;Chalti raho mein yuhi aankh lagi hai 'faakir'Bheed logo ki hata do ke mein zinda hoon abhi
Ranjish Hii SahiiRanjish hii sahiRanjish hii sahii, dil hii dukhaane ke liye aaAa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aaKuchh to mere pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakhTuu bhii to kabhii mujhko manaane ke liye aaPahle se maraasim na sahii, phir bhii kabhii toRasm-o-rah-e-duniaa hi nibhaane ke liye aaKis kis ko bataayenge judaai ka sabab hamTuu mujh se khafaa hai, to zamaane ke liye aaEk umar se huun lazzt-e-giryaa se bhii mahruumAe raahat-e-jaan mujhko rulaane ke liye aaAb tak dil-e-khushfaham ko tujh se hain ummiideYah aakhrii shamaen bhii bujhaane ke liye aaTranslationPindaar = pridMaraasim = relationGiryaa = weeping, cryin
Ranjish Hi Sahi DilRanjish hi sahi diRanjish hi sahi dil mein dukhane ke liye aAa phir se mujhe chor jaane ke liye aaKuch to mere pand-e-ray mohabbat ka bharam rakhTu bhi to kabhi mujh ko manane ke liye aaPehle se maraasam na sahi phir bhi kabhi to aaRasmo waar-e-duniya hi nibhane ke liye aaKis kis ko batayein ge judaai ka sabab humTu mujh se khafa hai tu zamane ke liye aaAb tak dil-e-khush faham tujh se hain umeedeinYe aakhiri shamma bhi bujhanay ke liye aa
Kisi Ranjish Ko Hawa DoKisi ranjish ko hawa dKisi ranjish ko hawa do ke mein zinda hoo abhiMujhe koi ahsaas dila do ke mein zinda hoon abhiMere rukane se meri saanse bhi ruk jaayegiFasale aur badha do ke mein zinda hoon abhiZehar peene ki toh aadat thi zamanewaloAb koi aur dava do ke mein zinda hoon abhiChalti raho mein yuhi aankh lagi hai 'faakir'Bheed logo ki hata do ke mein zinda hoon abhi