Hamaare Shauq KiHamaare shauq kHamaare shauq kii yah intehaa thiiQadam rakhaa ki manzil raastaa thiiBichhad ke daar se ban ban phiraa vohHiran ko apnii kastuurii sazaa thiiKabhii jo khwaab thaa voh paa liyaa haiMagar jo kho gayii voh chiiz kyaa thiiMain bachpan men khilaune todataa thaaMere anjaam kii voh ibtidaa thiiMohabaat mar gayii, mujhko bhii gam haiMere achchhe dinon kii aashnaa thiiJise chhuu luun main voh ho jaaye sonaaTujhe dekhaa to jaanaa bad-duaa thiiMariiz-e-khwaab ko to ab shafaa haiMagar duniyaa badil kadvil davaa thii
Mar Kar Bhi Usko Dekhte Rehne Ke Shauq MeinMar kar bhi usko dekhte rehne ke shauq meinAankhein kisi ko apni, amanat mein de gaye