Nice lines :------------- Mujhe Is Jahaa Me Aaye To Kaafi Waqt Ho GayaNice lines :------------Mujhe is jahaa me aaye to kaafi waqt ho gaya..Bas logo ko nazar aata huUnki zarurato ke hisab se.
Uski Aankhon Mein Nazar Aata Hai Sara Jahaan MujhkoUski aankhon mein nazar aata hai sara jahaan mujhkoAfsos ki un aakhnon mein kabhi khud ko nahi dekha
Aayi Hai Kuch Na PuchAayi hai kuch na pucAayi hai kuch na puch qayamat kahan kahanUff le gayi hum ko mohabbat kahan kahanBetabi-o-sakoon kee hui manzilein tamaamBehlaayein tujh se choot ke tabiyat kahan kahanRaah-e-talaab mein chor diya dil ka sath bhiPhirte liye hue yeh museebat kahan kahanBegaangi pe uss kee zamaane se aitraazDar parda uss kee shikayat kahan kahanHosh-o-junoon bhi bas ab to ek baat hain 'firaq'Hoti hai uss shararat kee nazar kahan kahan
Maine Kab Chaha Ki MainMaine kab chaha ki maiMaine kab chaha ki main us kee tamana ho jaoonYe bhee kya kam hai agar us ko gawara ho jaoonMujh ko unchai se girana bhee hai manzoor, agarUs kee palkon se jo toote, wo sitara ho jaoonLekar ik azm uthun roz nayi bheed ke sathPhir wahei bheed chhate aur main tanha ho jaoonJab talak mahve-nazar hun, main tamashayi hunTuk nigahein jo hata loon to tamasha ho jaoonMain wo bekar sa pal hun, na koi shabd, na surWo agar mujh ko rachale to hamesha ho jaoonAagahi mera marz bhi hai, mudawa bhi hai 'saaz'Jis se marta hun, usee zehar se achha ho jaoon
Aarish-e-Jamaal Se Faarigh Nahi HanoozAarish-e-jamaal se faarigh nahi hanoozPesh-e-nazar hai aaina daaim naqab meinTranslationThe embellishment of the ravishing is never to be doneInside the seculusion of the veil, the mirror lives constantly
Ek Kahani Si Dil Par Likhi Reh GayiEk kahani si dil par likhi reh gayiWo nazar jo mujhe dekhti reh gayiLog aakar bazaar mein bik bhi gayeMeri keemat lagi kee lagi reh gayi