Ek Tukda Teri Yaadon Ki Chandni Ka TodEk tukda teri yaadon ki chandni ka todNihara use der tak, hatheli par rakh kePhir ek phoonk se udaa diya kal raat maineAaj subah dekhi hai tere ehsaas ki dhund har taraf faili hui
Teri Subah Ki AngraianTeri subah ki angraian, jaaga deti hain laakhon armaanHote hain hum neend mein, lekin bandhan ki umeed rakhte hein
Bhooli Huyi Subah Hoon Mujhe Yaad Ki JiyeBhooli huyi subah hoon mujhe yaad ki jiyeTum se kahin milaa hoon mujhe yaad ki jiye
Ai Subah Main Ab Kahan Raha HunAi subah main ab kahan raha hunKhwabon hi mein sarf ho chuka hunSab mere bagair mutmain hainMain sab ke bagair jee raha hunMeaningSarf = expenditurMutmain = quie
Palkein Khuli Subah To Yeh Jaana HumnePalkein khuli subah to yeh jaana humneMaut ne aaj phir se humein zindagi ke hawale kar diya
Bhooli Huyi Subah Hoon Mujhe Yaad Ki JiyeBhooli huyi subah hoon mujhe yaad ki jiyeTum se kahin milaa hoon mujhe yaad ki jiye