Dushman Kee Dosti Hai Ab Ahale Vatan Ke SaathDushman kee dosti hai ab ahale vatan ke saathHai ab khijaan chaman mein naye pairahan ke saathSar par hawaye zulm chale sau yatan ke saathApni kulaah kaj hai usi baankpan ke saathKisne kaha ki toot geya khanzare phirangSeene pe zakhme nau bhi hai daage kuhan ke saathJhonke jo lag rahe hain naseeme bahaar keJumbish mein hai kafas bhi aseere chaman ke saathMajrooh kaafale ki mere daastaan ye haiRehbar ne mil ke loot liya raahajan ke saath!
Hum dua karte hain Khuda seHum dua karte hain khuda seKi wo aap jaisa dost aur na banayeEk cartoon jaisi cheez hai humare paasKahin wo bhi common na ho jaye
Jab Dosti Ki Dastaan Waqt SunayegaJab dosti ki dastaan waqt sunayegaHum ko bhi koi shaks yaad ayegaTab bhool jayenge zindagi ke ghamon koJab aap ke saath guzra waqt yaad aayega
Teri dosti hum is tarah nibhayengeTeri dosti hum is tarah nibhayengeTum roz khafa hona hum roz manayengePar maan jana manane seWarna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge
Kise Sunayein Apne Gham Ke Chand Pannon Ke QisseKise sunayein apne gham ke chand pannon ke qisseYahan to har shakhs bhari kitaab liye baitha hai