Taaron Se Mera Jaam Bharo Main Nashe Mein HunTaaron se mera jaam bharo main nashe mein hunAi sakinaan-e-khuld suno main nashe mein hunKuch phool khil rahe hain sar-e-shakh-e-may-kadaTum hi zara ye phool chuno main nashe mein hunThehro abhi to subah ka maara hai zau-phishanDekho mujhe fareb na do main nashe mein hunNasha to maut hai gham-e-hasti kee dhoop meinBikhara ke zulf saath chalo main nashe mein hunMela yun hi rahe ye sar-e-rahguzar-e-zeestAb jaam saamne hi rakho main nashe mein hunPayal chanak rahi hai nigaar-e-khayal keeKuch ehatimaam-e-raqs karo main nashe mein hunMain dagmaga raha hun bayabaan-e-hosh meinMere abhi kareeb raho main nashe mein hunHai sirf ek tabasum-e-rangeen bahut mujhe'saghar' b-dosh lala-rukhon main nashe mein hun
Hum Ne Mohbaton Ke Nashe Mein Aa Kar Useh Khuda Bana DalaHum ne mohbaton ke nashe mein aa kar useh khuda bana dala;Hosh tab aaya jab us ne kaha ke khuda kisi ek ka nahi hota
Hum Ne Mohbbaton Ke Nashe Mein Aa Kar Use Khuda Bana DalaHum ne mohbbaton ke nashe mein aa kar use khuda bana dalaHosh tab aaya jab us ne kaha ki khuda kisi ek ka nahi hota
Hum Ne Mohabbat Ke Nashe Mein Aa Kar Use Khuda Bana DalaHum ne mohabbat ke nashe mein aa kar use khuda bana dalaHosh tab aaya jab us ne kaha ke khuda kisi ek ka nahi hota