Maangi Thi Dua Aashiyane KiMaangi thi dua aashiyane kiChal padi aandhiya jamane kiAapka gum to koi samjh na sakaKyonki aapki aadat hai gamo me bhi muskurane ki
Jhutha Muskurane Ki Ab To Aadat Ho Gayi HaiJhutha muskurane ki ab to aadat ho gayi haiYe zindagi bhi ab to teri yaadon ki ibaadat ho gayi haiChal rahi hai bas saanse ab to iss murda jism meinVarna rooh to kab ki tere sath ruksat ho gayi hai
Kafan na dalo mere Chehre parKafan na dalo mere chehre par'mujhe aadat hai muskuraney ki.Aaj ki raat na dafnao mujhe yaroon,Aaj umeed hai unke aane ki'.