Itni Muddat BaadItni muddat baaItni muddat baad mile hoKin socho mein gum rahate hoTez hawaa ne mujh se puchaaRet pe kya likhte rehte hoKaun si baat hai tum mein aisiItne achchhe kyon lagte hoHum se na poocho hijr ke qisseApni kaho ab tum kaise hoTranslationHijr= separation, absence from one's countryQisse= anecdote, story, tale, quarr
Itni Muddat BaadItni muddat baaItni muddat baad mile hoKin socho mein gum rahate hoTez hawaa ne mujh se puchaaRet pe kya likhte rehte hoKaun si baat hai tum mein aisiItne achchhe kyon lagte hoHum se na poocho hijr ke qisseApni kaho ab tum kaise ho
Muddat Se Lapata Hai Khudaa Jaane Kya HuaMuddat se lapata hai khudaa jaane kya huaPhirta tha ek shakhs tumhein puchta huaaWo zindgi thi aap the ya koi khwab thaJo kuch tha ek lamhe ko bas samna huaHum ne tere bagair bhi jee kar dikha diyaAb ye sawal kya hai ki phir dil ka kya huaSo bhi wo tu na dekh saki ai hawa-e-daharSeene mein ik charag rakha tha jala huaDuniya ko zid numaish-e-zakhm-e-jigar se thiFariyad maine kee na zamana khafa huaHar anjuman mein dhyaan usi anjuman ka haiJagaa ho jaise khwaab koi dekhta huaYe iztiraab-e-shauq hai 'akhtar' ki gum-rahiMain apne kaafile se hun koson badha hua
Jo muddat se hota aaya haiJo muddat se hota aaya haiWoh repeat kar dungaWoh na mili to apni zindagiCtrl+alt+delete kar dunga
Muddat Baad Ki UsneMuddat baad ki usne, jo lutf ki ik nigaahDil to khush ho gaya, par aansu nikal pade!