Dekh Lete Ho MohabbatDekh lete ho mohabbaDekh lete ho mohabbat se yehi kaafi haiDil dharakta hai sahulat se, yehi kaafi haiHaal dunya ke sataye huye kuch logon kaPuch lete ho shararat se, yehi kaafi haiJo bhi raste mein guzarta hai mere pehlu seDekhta hai teri nisbat se, yehi kaafi haiMuddat'ton se nahin dekha tera jalwa lekinYaad ajate ho shidat se, yehi kaafi haiSaari dunya se ulajhte hain lekin tera kahaaMaan jate hain sharafat se, yehi kaafi haiKya hua hum jo muyassar jo zar-o-maal nahinKatt rahi hai bari izat se, yehi kaafi haiAaj ke ehd taghaful mein kisi dar pe munirKoi ajaye zarurat se, yehi kaafi hai
Sar Jhukaoge ToSar jhukaoge to..Sar jhukaoge to patthar devta ho jayega;Itanaa mat chaho use wo be-wafa ho jayega;Hum bhi dariya hain humein apana hunar maloom hai;Jis taraf bhii chal padenge raasta ho jayega;Kitani sachayi se mujh se zindagi ne keh diya;Tu nahi mera to koi doosra ho jayega;Main khuda ka naam le kar pee rahaa hun dostoZehar bhi iss mein agar hoga dawa ho jayega;Rooth janaa to mohabbat kee alamat hai magar;Kya khabar thi mujh se wo itna khafa ho jayega
Nigahein Naaz Ne Parde Uthaye Hain Kya-KyaNigahein naaz ne parde uthaye hain kya-kyaHijaab ahle mohabbat ko aaye hain kya-kyaJahaan mein thi bas ek afwah tere jalwon keeCharag-e-dair-o-haram jhilmilaein hai kya-kyaKahin charag, kahin gul, kahin dil barbaadKheramein naaz ne kitne uthaye hain kya-kyaPayamein husn, payamein junoon, payamein fanaTeri nigah ne phasane sunaye hain kya-kya'firaq' raahe wafa mein sabak ravi teriBade badon ke kadam dagmagaein hain kya-kya
Koi Naata Na Mohabbat Ke Barabar NiklaKoi naata na mohabbat ke barabar niklaToot kar chaha jise woh sitamgar niklaYun to har lehar se thi apni shanasayi bahutSamjha sahil jise woh gham ka samandar niklaRooh mein jhaanka to yeh mehsoos hua mujh koItna zarkhaiz jo lagta tha woh banjar niklaNarmi hathon mein na garmi saanson mein magarMaine chuu kar use dekha to woh patthar nikla
Ustaad Kyon Roya Thaa Kin Halaat Ka Maara ThaUstaad kyon roya thaa kin halaat ka maara thaBachon ko sikhaaya jo mohabbat kaise likhte hain
Tujh Se Ab Aur Mohabbat Nahi Kee Ja SaktiTujh se ab aur mohabbat nahi kee ja saktiKhud ko itni bhi aziyat nahi di ja saktiJante hain ki yakeen toot raha hai dil parPhir bhi ab tark ye vehshat nahi kee ja saktiMeaningAziyat = troubl