Mohabbat Kii Duniyaa MeinMohabbat kii duniyaa meiMohabbat kii duniyaa mein mashhuur kar duunMere saada dil tujh ko maghruur kar duunTere dil ko milne kii khud aarzuu hoTujhe is qadar gham se ranjuur kar duunMujhe zindagii duur rakhti hai tujh seJo tuu pass ho to use duur kaar duunMohabbat ke iqraara se sharm kab takKabhii saamnaa ho to majbuur kar duunYe be rangiyaan kab tak e husn-e-rangiinIdhar aa, tujhe ishq men chuur kar duunTuu gar saamne ho to main bekhudii menSitaaron ko sajde pe majbuur kar duunNahiin zindagii ko vaffa varnaa akhtarMohabbat se duniyaa ko maamuur kar duunTranslationMaghroor = arrogan
Mohabbat Dekhi Hai Maine Zamaane Bhar Ke Logon KiMohabbat dekhi hai maine zamaane bhar ke logon kiJahaan kuch daam zyada ho aksar vahaan insaan bik jaate hain
Dil Lagi Thi Useh Hum Se Mohabbat Kab ThiDil lagi thi useh hum se mohabbat kab thiMehfil-e-gair se un ko fursat kab thiHum the mohabbat main lot jane k qabilUsh ke wadoon main wo haqiqat kab thi
Sirf Aankhon Ko Dekh Ke Kar Li Unse MohabbatSirf aankhon ko dekh ke kar li unse mohabbatChhod diya apne muqaddar ko uske naqaab ke peeche
Badi Mushkil Se Bane Hain Toot Jane Ke BaadBadi mushkil se bane hain toot jane ke baadHum aaj bhi ro dete hain muskurane ke baadAapse mohabbat thi humein be-intehaMagar yeh mehsoos hua aap se bichhad jane ke baad
Mohabbat Bhi To Ek Tarah Siyasat Hi Hoti HaiMohabbat bhi to ek tarah siyasat hi hoti haiJeete to badshahi aur hare to qaid-e-tanhai