Dabona chahti thein Dabona chahti theinJo mohabbat k safeenay koInhein lahron mein thaSahil na tum samjhayNa hum samjhay...
Garmi hai jo paiso meinGarmi hai jo paiso meinWo aag mein nahiPaisa hona chahiye jeb meinDimaag mein nahi
Paani se tasvir kaha banti haiPaani se tasvir kaha banti hai,Khawabo se takdir kaha banti hai,Kisi ko chaho to sacchedil se chaho,Kyunki ye zindagi phir kaha milti hai
Maine Jise Chaha Wohi MilaMaine jise chaha wohi milSajna, bhaag jage sach huMera sapna, de tulsi maiyyBas vardaan itna, harBhara rahe mera ghar aangna
Kyon Na Gurur Karun Khud ParKyon na gurur karun khud parMujhe usne chaha, jisko chahne wale hazaar the
Jisne humko chahaJisne humko chaha, use hum chah na sakeJisko chaha usae hum pa na sake,Yeh samajh lo dil tutne ka khel haiKisi ka toda aur apna bacha na sake