Aah Ko Chaahiye Ik UmarAah ko chaahiye ik umaAah ko chaahiye ik umar asar hone takKaun jeeta hai teree zulf ke sar hone takAashiqee sabr talab aur tamanna betaabDil ka kya rang karoon khoon-e-jigar hone takHam ne maana ke taghaful na karoge, lekinKhaak ho jaayenge ham tumko khabar hone takGham-e-hastee ka 'asad' kis se ho juz marg ilaazShamma'a har rang mein jaltee hai sahar hone tak
Ik Umar Dil Kee Ghaat Se Tujh Par Nigaah KeeIk umar dil kee ghaat se tujh par nigaah keeTujh par teri nigaah se chhup kar nigaah keeRoohon mein jalti aag khayalon mein khilte phoolSaari sadakatein kisi kaafir nigaah keeJab bhi gham-e-zamana se aankhein hui do-chaarMunh pher kar tabassum-e-dil par nigaah keeBaagen khinchi masafatein kadki faras rukeMaazi kee rath se kis ne palat kar nigaah keeDono ka rabt hai meri mauj-e-khiram seLagzish khayal kee ho ke thokar nigaah kee
Saari Umar Jehde Full Di Parwrish KitiSaari umar jehde full di parwrish kitiJad khhushbu den de kaabil hoya taa gairran nu de ditta
Umar Kitni Manzilein Teh Kar ChukiUmar kitni manzilein teh kar chukiDil jahaan thehra, thehra hi reh geya
Justaju Khoye Hue Kee Umar Bhar Karte RaheJustaju khoye hue kee umar bhar karte raheChaand ke humraah hum har shab safar karte raheRaaston ka ilm tha na hum ko simton kee khabarShehar-e-na-maaloom kee chahat magar karte rahe
Umar To Saari Kati Ishq-e-Butaan Mein 'Momin'Umar to saari kati ishq-e-butaan mein 'momin';Aakhiri waqt mein kya khak musalmaan honge