Tamanna Kis Qadar Sho'la Nafas ThiiTamanna kis qadar sho'la nafas thiiHamaari umar jab solah baras thiiHamesha se sag-e-aazaar rahii haiYeh duniaa kab masiih-e-khush-nafas thiiTumhen chhuu kar hamaaraa laut aanaaTaqaddus thaa k tahzib-e-havas thiiKoii s sha'i ab haath aati nahin haiKabhii har sha'i pe apnii dast-ras thiiMain khush-fahmii men jannat chhor aayaaMeri kaaya mera kunj-e-qafas thiiTranslationTaqaddus = sanctitDastras = contro
Doston Ke Iss Qadar Sadme Uthaye Jaan ParDoston ke iss qadar sadme uthaye jaan parDil se dushman kee adawat ka gila jata rahaMeaningAdawat = enmity, hatre
Doston Se Iss Qadar Sadme Uthaaye Jaan ParDoston se iss qadar sadme uthaaye jaan parDil se dushman ki dushmani ka gilaa jata raha
Kisey Maloom Tha Ishq Iss Qadar Lachaar Karta HaiKisey maloom tha ishq iss qadar lachaar karta haiDil usey janta hai bewafa, magar pyar karta hai
Kise Maloom Tha Ishq Is Qadar Lachaar Karta HaiKise maloom tha ishq is qadar lachaar karta haiDil usse janata hai bewafa, magar pyaar karta hai