Khud Ko Kyuun JismKhud ko kyuun jisKhud ko kyuun jism kaa zindaan karenFikar to takht-e-sulemaani karenDer tak baith ke sochn khud koAaj phir ghar mein biyaabaani karenApne kamre mein sajaayen aafaaqJalsa-e-be-sar-o-saamaani karenUmar bhar sher kahen khuun thuukenMuntakhib raasta-e-nuqsaani karenKhud ke liye mol len izhaar ka qarzDuusron ke liye aasaano karenSher ke lab pe khamoshi likhenHarf-e-naa-guftaa ko laa-saani karenKimiyaakaari hai fan apnaa saazAag ko baithe hue paani karenTranslationZindaani = prisoneTakht-e-sulemani = soloman's thronMuntakhib = select, choos
Kab Tak Aakhir Jalenge Khud Hi Is Aag MeinKab tak aakhir jalenge khud hi is aag meinDost ab andaz-e-jauhar badalna chahiyeKatl hone se koi darta nahi hai is shehar mainPar shart ye ki har dafa khanjar badalna chahiye
Khud Se Roothun To Kayi Roz Na Khud Se BolunKhud se roothun to kayi roz na khud se bolunPhir kisi dard ki deewaar se lag kar ro lun
Khud Hi Badal Jaaoge Tum Ek DinKhud hi badal jaaoge tum ek dinKaise tum par aitbaar hum kareKabhi sochte hain ki mana lenge tumhePar sochte hain ki wo humpar aitbaar kare
Khud Aag De Ke Apne Nasheman Ko Aap HiKhud aag de ke apne nasheman ko aap hiBijli se inteqaam liya hai kabhi kabhi