Phool The Rang ThePhool the rang thPhool the rang the lamhon kee sabahat hum theAise zinda the ki jeene kee alamat hum theSab khirad-mand bane phirte the masha-allahBas tere shehar mein ik sahib-e-vehshat hum theNaam bakhsha hai tujhe kis ke wufoor-e-gham neGar koi tha to tere mujrim-e-shohrat hum theAb to khud apni zaroorat bhi nahi hai hum koWo bhi din the ki kabhi teri zaroorat hum theDhoop ke dasht mein kitna wo humein dhundhta tha'aitabar' us ke liye abr kee soorat hum the
Phool Jaise Makhmali Talawo MeinPhool jaise makhmali talawo meiPhool jaise makhmali talawo mein chhale kar diyeGore suraj ne hazaro jism kaale kar diyePyaas kaise bujhegi humne khud hi bhool seMaikade kamzarf logo ke hawale kar diyeDekh kar tujh ko koi manzar na dekha umar bharEk ujaale ne meri aankhon mein jaale kar diyeRoshni ke devta ko pujta tha kal talakAaj ghar kee khidkiyon ke kaanch kaale kar diyeZindgi ka koi bhi tohfa nahi hai mere paasKhoon ke aansu to ghazlo ke hawale kar diye
Phool The Baadal Bhi Tha AurPhool the baadal bhi tha auPhool the baadal bhi tha aur vo haseen soorat bhi thiDil mein lekin aur hi ek shakal kee hasrat bhi thiJo hawa mein ghar banaye kaash koi dekhtaDasht mein rehte the par taameer kee aadat bhi thiKeh geya main samane us ke jo dil ka muddaKuch to mausam bhi ajab tha kuch meri himmat bhi thiAjanabi sheharon mein rehte umr saari kat gayiGo zara se fansale par ghar kee har rahat bhi thiKya qayamat hai 'munir' ab yaad bhi aate nahiVo purane aashna jin se humein ulfat bhi thi
Pal Pal Sunhare Phool KhilePal pal sunhare phool khileKabhi na ho kaanton ka saamnaZindagi aapki khushiyon se bhari raheDipawali par hamaari yahi shubhkaamna
Phool Hun Main Meri Khusbu Tum HoPhool hun main meri khusbu tum hoDil hun main meri dhadkan tum hoJaan hun main aur meri rooh tum hoJism hun main aur meri zindagi tum ho