Dil Soz Se Khali Hai Nigah Paak Nahi HaiDil soz se khali hai nigah paak nahi haiPhir is mein ajab kya ki tu be-baak nahi haiHai zauq-e-tajali bhi isi khaak mein pinahaGaafil tu nira sahib-e-idrak nahi haiWo aankh ki hai surma-e-afarang se roshanPur-kaar o sukhan-saaz hai nam-naak nahi haiKya sufi-o-mullaa ko khabar mere junoon keeUn ka sar-e-daaman bhi abhi chaak nahi haiKab tak rahe mahakumi-e-anjum mein meri khaakYaa main nahi yaa gardish-e-aflaak nahi haiBijli hun nazar koh o bayaabaan pe hai meriMere liye shayan khaas-o-khashak nahi haiAalam hai faqat momin-e-jaanbaaz kee meeraasMomin nahi jo sahib-e-laulaak nahi hai
Dil Soz Se Khali Hai Nigah Paak Nahi HaiDil soz se khali hai nigah paak nahi haiPhir is mein ajab kya ki tu be-baak nahi haiHai zauq-e-tajalli bhi isi khaak mein pinhanGafil tu nira sahib-e-idraak nahi haiWo aankh ke hai surma-e-afarng se roshanPur-kaar o sukhan-saaz hai nam-naak nahi haiKya sufi o mulla ko khabar mere junoon keeUn ka sar-e-daman bhi abhi chaak nahi haiKab tak rahe mahkumi-e-anjum mein meri khaakYa main nahi ya gardish-e-aflaak nahi haiBijli hun nazar koh o bayaban pe hai meriMere liye shayaan khas o khaashak nahi haiAalam hai faqat momin-e-janbaz kee meerasMomin nahi jo sahib-e-laulak nahi hai
Khali jagah mein HAA ya NAHI bharo!Khali jagah mein haa ya nahi bhar1:____main insan nahi, janwar hu2:____main hi pagal hu3:____mere dimag ka koi ilaj nah4:____mujhe pagalkhane hi jana hai