Ishq Mein Dil Ne Bahut Kaam Nikala ApnaIshq mein dil ne bahut kaam nikala apnaSach hai, milta hai kahaan, chahne wala apnaMain uthta hun sahare ke liye uskeReh na geya ho raah mein, kahin dard apnaKhakh kis-kis kee khuda jaane hui ai daman waleTune chalte hue daman na sambhala apnaDil chune wale do lafz hi likhe the usneKaam-kaaz sab ulat pher ho geya apnaHain bure haal, ki sab dekhne waale hainKoi duniya mein nahi haal puchhne wala apnaIshq mein dil ne bahut kaam nikala apnaSach hai, milta hai kahaan, chahne wala apna
Kaam Aa Saki Naa Apni Wafayein To Kya KareinKaam aa saki naa apni wafayein to kya kareinUs bewafa ko bhool naa jayein to kya karein
Kaam Aa Sakin Na Apni Wafayein To Kya KarenKaam aa sakin na apni wafayein to kya karenUs bewafa ko bhool na jayein to kya karen
Kuch Aur Bhi Hain Humein KaamKuch aur bhi hain humein kaam, aye gham-e-jananKab tak koi uljhi huyi zulfon ko sanwaarey
Bus Ki Dushwaar Hai Har Kaam Ka Aasaan HonaBus ki dushwaar hai har kaam ka aasaan honaAadmee ko bhee muyassar naheen insaan honaTranslationDushwaar = difficulMuyassar = possibl
Kuch Aur Bhi Hain Humein KaamKuch aur bhi hain humein kaam, aye gham-e-janaanKab tak koi uljhi hui zulfon ko sanwaare