Dil To Karta Hai Zindagi Ko Kisi Qaatil Ke Hawaale Kar DuDil to karta hai zindagi ko kisi qaatil ke hawaale kar duJudai mein yun roz-roz ka marna mujhe achhaa nahi lagta
Hasda Hasda Koi Jado Dil Tod Janda AeHasda hasda koi jado dil tod janda aeOsh vehle bas marna yaad aunda aeBeshaq dil cho ohnu kad dinde haanPar har vaar kyun ohda cheta aunda ae
Lamha-Lamha Jeena Kya Aur Lamha-Lamha Marna KyaLamha-lamha jeena kya aur lamha-lamha marna kyaSaath tumhara, saath hamare agar rahe to kehna kya
Aap Ke Baad Yeh Mehsoos Hua Hai HumkoAap ke baad yeh mehsoos hua hai humkoJeena mushkil nahi aur marna bhi dushwaar nahi
Kahun Kis Se Main Ki Kya HaiKahun kis se main ki kya hai, shab-e-gham buri bala haiMujhe kya bura tha marna agar ek baar hotaHue mar ke jo hum ruswa, hue kyon na gharq-e-dariyaNa kabhi janaza uthta na kahin mazaar hotaTranslationTo whom can i even explain, the dark night of seprationWhat had i against death if only it did not come again and againBeing so humiliated in death, why did i not drown insteadThen there would be no funeral, no one required to mourn at my tomb
Kis Qadar Mushkil Hai Yeh Zindagi Ka SafarKis qadar mushkil hai yeh zindagi ka safarKhuda ne marna haram kiya logon ne jeena