Yaaro Kisi Qaatil SeYaaro kisi qaatil sYaaro kisi qaatil se kabhi pyaar na maangoApne hi gale ke liye, talwar naa maangoGir jaoge tum apne masiha ki nazar seMar kar bhi ilaj-e-dil-e-bimar naa maangoKhul jayega is tarah nigahon ka bharam bhiKanton se kabhi phul ki mahkar naa maangoSach bat pe milta hai sada zehar ka pyalaJeena hai to phir jeene ka izhaar naa maangoUsh cheez ka kya zikar jo mumkin hi nahin haiSehra mein kabhi saya-e-diwar naa maango
Kya Kya Hamare Khwab TheKya kya hamare khwab thKya kya hamare khwab the, jane kahan pe kho gayeTum bhi kisi ke sath ho, hum bhi kisi ke ho gayeJaane woh kyon the, kaun the aaye the kis liye yahanWoh jo fashaar-e-waqt mein, bojh sa ek dho gayeUss ki nazar ne yun kiya gard-e-malal-e-jaan ko saafAbar baras ke jis tarah, sare chaman ko dho gayeKatne se aur badhti hai uthe hue sarun ki fasalApne lahu se ahl-e-dil, beej yeh kaise bo gayeJin ke bagair ik pal, jeena bhi muhaal thaShaklein bhi unn kee bujh gayin, naam bhi unn ke kho gayeAnkhon mein bhar ke rut jaage, raston ko de ke dooriyan'amjad' woh apne humsafar, kaise maze se so gaye
Yaaro Kisi Qatil Se Kabhi Pyaar Na MaangoYaaro kisi qatil se kabhi pyaar na maangoApne hi gale ke liye talwar na maangoGir jaoge tum apne maseeha kee nazar seMar kar bhi ilaaz-e-dil-e-beemar na maangoKhul jayega is tarah nigahon ka bharam bhiKaanton se kabhi phool kee mehakaar na maangoSach baat pe milta hai sada zehar ka pyalaJeena hai to phir jeene ke izhaar na maangoUs cheez ka kya zikar jo mumkin hi nahi haiSehara mein kabhi sayaa-e-deewar na maango
Kanjoos ki zindagi kya jeenaKanjoos ki zindagi kya jeena, kabhi humari tarah bhi jiya karoRoz mere sms padh kar sharam nahi aati, kabhi khud bhi sms kiya karo
Lamha-Lamha Jeena Kya Aur Lamha-Lamha Marna KyaLamha-lamha jeena kya aur lamha-lamha marna kyaSaath tumhara, saath hamare agar rahe to kehna kya
Tere Bina Hum Jeena Bhool Jate HainTere bina hum jeena bhool jate hainZakhmon ko seena bhool jate hainTu zindagi mein sub se azeez hai humainTujhse her baar yeh kehna bhool jaatay hain