Saadgi Par Uski Marjaane Ki Hasrat Dil Mein HaiSaadgi par uski marjaane ki hasrat dil mein haiBas nahin chalta ki phir khanjarkaf-e-qaatil mein hai
Be Tere Kya Wahshat Hum Ko Tujh Bin Kaisa Sabr-o-SukunBe tere kya wahshat hum ko tujh bin kaisa sabr-o-sukunTu hi apna shehar hai jaani tu hi apna sehra
Jaane Wale Dil Ko Pathar Kar GayeJaane wale dil ko pathar kar gayePhir kissi ko dekh kar dil dhadka hi nahin
Main Uska Hun Yeh To Main Jaan Geya Hun LekinMain uska hun yeh to main jaan geya hun lekinWoh kis ka hai yeh sawal mujhe sone nahi deta