Shaan Se Pyaar Ka IzharShaan se pyaar ka izhaShaan se pyaar ka izhar karengeTeri mohabbat pe jaan bhi nisar karengeDekh ke jalegi duniya saariIss kadar tujhpe aitbaar karengeDenge salaami sab humkoJab pyaar ko hum bayaan karengeDaulat aur shaurat ka kya hai kaamTeri khushi mein khudko nichaawar karengeHar ghadi ho bus tera deedarWaqt se hum yahi iltijaa karengeSaaye ki tarah tujhse lipte rahengeDuniya ki buri nazar se tujhe bachaya karenge
Izhar Mohabbat Ka Kuch Aise HuaIzhar mohabbat ka kuch aise huaKya kahein ki pyaar kaise huaUnki ek jhalak pe nisaar hue humSaadgi pe mar-mite aur aankho se iqraar hua
Ishq hai to ishq ka izhar bhi hone chahiyeIshq hai to ishq ka izhar bhi hone chahiyeAadmi ko shakl se bimar bhi hona chahiyeYaadon ko keh do, do chaar din ki chhuti de deAkhir ishq mein itvaar bhi hona chahiye
Dil ki awaz ko izhar kehte hai,Dil ki awaz ko izhar kehte haiJhuki nigah ko ikarar kehte haiSirf paane ka naam ishq nahiKuch khone ko bhi pyaar kehte hain