Itna Dushwar NahinItna dushwar nahiItna dushwar nahin maut ko taley rakhnaSar jo kat jaye to dastar sambhaley rakhnaChot khana, magar is tarah ke lodhey utheyZulmat gham isi tarah se ujhaley rakhnaApne ehbaab ko seene se lagaye phiraEk khanjar bhi jeb mein daley rakhnaMeri pehchan mere peer-e-hin zakhm se haiAb bhi aezaaz sahi shaal do shaley rakhnaDasht ehsaas ki hiddat bhi kayamat hai nadeemKuch zaroori toh nahin paaon mein chaley rakhna
Agar Bhigne Ka Itna Hi Shonq Hai Baarish MainAgar bhigne ka itna hi shonq hai baarish mainTo dekho na meri aankhon mainBaarish to har ek ke liye hoti haiLekin ye aankhein sirf tumhare liye barasti hain
Ya Rab! Gam-E-Hijran Mein Itna To Kiya HotaYa rab! gam-e-hijran mein itna to kiya hotaJo hath jigar pe hai wo dast-e-dua hota
Humne To Bas Itna Hi Seekha Hai DostoHumne to bas itna hi seekha hai dostoRaah-e-mohabbat mein kabhi kinara nahi miltaJo mil jaye iss raah par kabhi yaar seWoh zakham kabhi fir dobara nahi silta
Hum Ishq Ke Maaron Ka Itna Hi Fasaana HaiHum ishq ke maaron ka itna hi fasaana haiRone ko nahi koi hansne ko zamana hai
Itna Na Tarpao Ke Koi Gunaah Kar Loon MainItna na tarpao ke koi gunaah kar loon mainPhir na kehna ke kyun barbaad kiya khud ko, meri muhabbat ke liye