Ab Na Woh Main Na Woh TuAb na woh main na woh tAb na woh main na woh tu hai na woh maazi hai 'faraz'Nasha badhta hai sharaabein jo sharaabon mein mileinYe khazaane tujhe mumkin hai kharaabon mein mileinKya ajab kal woh zamaane nisaabon mein mileinAb ke hum bichhde to shaayad kabhi khwabon mein mileinJaise do shakhs tamannaa ke saraabon mein mileinTu khudaa hai na mera ishq farishton jaisaJis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mileinDhoondte ho logon mein wafaa ke motiGham-e-duniya bhi gham-e-yaar mein shaamil kar loAaj hum dar pe khinchege jin baaton parDono insaan hain to kyun itne hijaabon mein milein
Ishq Mein Dil Ne Bahut Kaam Nikala ApnaIshq mein dil ne bahut kaam nikala apnaSach hai, milta hai kahaan, chahne wala apnaMain uthta hun sahare ke liye uskeReh na geya ho raah mein, kahin dard apnaKhakh kis-kis kee khuda jaane hui ai daman waleTune chalte hue daman na sambhala apnaDil chune wale do lafz hi likhe the usneKaam-kaaz sab ulat pher ho geya apnaHain bure haal, ki sab dekhne waale hainKoi duniya mein nahi haal puchhne wala apnaIshq mein dil ne bahut kaam nikala apnaSach hai, milta hai kahaan, chahne wala apna
Kitab-e-Ishq Mein Jitne Alfaz Likhe HainKitab-e-ishq mein jitne alfaz likhe hainDil mein mere utne ehsaas rakhe hainTum keh kar dekhte sitamgar, zalimMere labon par kitne tere naam rakhe hain
Mat Kar Koshish Mere Dard Ko Samjhne KiMat kar koshish mere dard ko samjhne kiTu pehle ishq kar, chot kha phir dawa likh mere dard ki
Aankon Mein IshqAankon mein ishq, labh pe khamoshiAandaz mein ikraar, jism mein inkaarKahan jayein mohabaat karne waleEk taraf jannat, doosri taraf jahannum
Kuch Nahi Mila Bus Ek Sabak De Geya IshqKuch nahi mila bus ek sabak de geya ishqKhak ho jata hai insan khak se bane insan ke peeche