Judaa Bhi Hone Ka AndheshaJudaa bhi hone ka andheshJudaa bhi hone ka andhesha seh nahi sakteHum ek shehar mein ab khush bhi reh nahi sakteYeh roz-o-shab hain hamare ki ek dusre seChupaye phirte hain ahwaal, keh nahi sakteShakist-e-zaat ka izhaar chahte bhi nahinAjeeb haal hai, hum chup bhi reh nahi sakteHaqeeqton kee chattane bhi apni raah mein hainKhayal-o-khwab ke dariya mein beh nahi sakteWoh be-kasoor hai, aisi bhi koi baat nahinKasoor-waar hain hum, yeh bhi keh nahin saktey
Na Ishq Ka Izhaar KiyaNa ishq ka izhaar kiya, na thukra sakke humein wohHum tamam zindgi mazloom rahe, unke wada mohabaat ke
Ni Yaad Teri Ne Sanu Shayar Bana DitaNi yaad teri ne sanu shayar bana ditaIk bojh tu chandra es jhalle dil te pa ditaKarda main izhaar tere naal bitaye ik ik pal daLikhde likhde eh din pata ni kado dhal da
Kaash Woh Ayein Pyaar Ka Izhaar KarneKaash woh ayein pyaar ka izhaar karne, meri kabr par - ik dinPhir mein bhi ik aur zindagi ki duwa maangu, unpe nijhawar karne ke liye
Aaj Muddat Baad Unhone Mohabbat Ka Izhaar KiyaAaj muddat baad unhone mohabbat ka izhaar kiyaAur humne unmein raab ka deedar kiya
Ishq Ke Izhaar Mein Har Chaand Rusvayi To HaiIshq ke izhaar mein har chaand rusvayi to haiPar karun kya ab tabiyat aap par aayi to hai