Tumhara Pyaar MereTumhara pyaar merTumhara pyaar mere chaar suu abhi tak haiKoi hisaar mere chaar suu abhi tak haiBichartey waqt jo tum saunp kar gaye the mujheWoh intezar mere chaar suu abhi tak haiTu khud hee jaanay kahin door kho geya hai magarTeri pukaar mere chaar suu abhi tak haiMain jab bhi nikla mere paon chhaid daalay gaJo khaar zaar mere chaar suu abhi tak haiMain ab bhi girte hue paanion ki qaid mein hunIk aabshaar mere chaar suu abhi tak haiKoi gumaan mujhe tum se door kaise kareKi aitbaar mere chaar suu abhi tak hai
Kuch Roz Yeh Bhi Rang Raha Intezar KaKuch roz yeh bhi rang raha intezar kaAankh uth gayi jidhar bas udhar dekhte rahe
Main Intezar Ka Qaayal Na Tha Magar Tum NeMain intezar ka qaayal na tha magar tum neLagaa diya mujhe deewaar se gharri ki tarah
Intezar To Bahut Tha HumeinIntezar to bahut tha humeinLekin aaye na woh kabhiHum to bin bulaaye hi aa jaateAgar hota unhe bhi intezar kabhi
Thak Thak Ke Band Hote Hain Chasme IntezarThak thak ke band hote hain chasme intezarAata hai sab ko khyal tumhare khyal se
Ab In Hudud Mein Laya Hai Intezar MujheAb in hudud mein laya hai intezar mujheWo aa bhi jayein to aaye na aitabar mujheTranslationHudud = limits, boundrie