Husn Na Mang Naseeb Mang RUB Sey Husn Waley Aksr Naseeb Walon k Ghulam Howa Krtey HeinHusn na mang naseeMang rub seHusn waley aksr nasee walon k ghulam howa krtey hein..
Hum Nahin Kehte HamariHum nahin kehte hamarHum nahin kehte hamari, teri duniya ho jayeItne rangon mein koi rang toh apna ho jayeIshq woh turfa-balaa hai ke kare jis ki talbUs ko maloom na ho, sheher mein charcha ho jayeDo sitaron ko jo dekhoon teri ankhein ban jayeinChand ko dheyan mein laaon tera chehra ho jayeHar dora hai yeh nigehbaan khari hai kismat;Kaise mumkin hai ke har shasks ka socha, ho jayeHum ko har bazm mein, har haal mein sach kehna haiSheher ka sheher khafaa hota hai, acha ho jayeIshq woh kaar-e-musalsal hai nahin jis ki akheerUs ki taufiq hai jis shakhs se jitna ho jayeHusn ki ankh woh tahsees talb hai amjadBheed ho charon taraf aur koi tanha ho jaye
Jawaani Ke Din Chamkile Ho GayeJawaani ke din chamkile ho gayeHusn ke tevar nukile ho gayeFaisla lene mein humne kuch der kar diKi itne waqt mein unke haath peele ho gaye
Mohalle Mein Nayi Maasuk Aaayi HaiMohalle mein nayi maasuk aaayi haiLekar nakhre puraneLajawab husn hai log mar kar hi rahengeMoti hai, kaali hai, thigani hai, to hone deUse lekar konsa tu ghumne ja raha hai europ