Na Ishq Ki Tamanna Thi Na Madhoshi Ki Bekraari ThiNa ishq ki tamanna thi na madhoshi ki bekraari thiYeh tere husn ka jalwa hai, jo hum diwane ho gaye
Itne Hijaabon Par To Yeh Aalam Hai Husn KaItne hijaabon par to yeh aalam hai husn kaKya haal ho jo dekh lein parda uthaa ke hum
Jhhuki Nazro'n Mein Qayamat Ka Asar Hota HaiJhhuki nazro'n mein qayamat ka asar hota haiHusn kuchh aur nikhar jaata hai sharmaane se
Ho Na Jaye Gustakhi Husn Kee Shaan MeinHo na jaye gustakhi husn kee shaan meinChale jao tumhein dekh ke bahut pyaar aata hai
Husn Dekha Jo Buton Ka To Khudaa Yaad AayaHusn dekha jo buton ka to khudaa yaad aaya;Raah kaabe kee mili hai mujhe but-khaane se!Meaning:Buton - idolsBut-khane - temples, abode of idol
Husn Walon Ko Kya Zaroorat Hai Sanwarne KiHusn walon ko kya zaroorat hai sanwarne kiWo to saadgi mein bhi qayamat ki ada rakhte hain