Mil Kar Judaa Hue To Na Soya Karenge HumMil kar judaa hue to na soya karenge humEk dusre kee yaad mein roya karenge humAansu jhalak jhalak ke satayenge raat bharMoti palak palak mein piroya karenge humJab dooriyon kee aag dilon ko jalayegiJismon ko chandani mein bhigoya karenge humBin kar har ek bazm ka mauzu-e-guftguSheron mein tere gham ka samoya karenge humMazbooriyan ke zehar se kar lenge khudkushiYe buzdili ka jurm bhi goya karenge humDil jal raha hai zard shajar dekh dekh karAb chahton ke beej na boya karenge humGar de geya dagha humein toofan bhi 'qateel'Sahil pe kashtiyon ko duboya karenge hum
Mil Kar Judaa Hue To Na Soya Karenge HumMil kar judaa hue to na soya karenge humEk dusre kee yaad mein roya karenge humAansu jhalak jhalak ke satayenge raat bharMoti palak palak mein piroya karenge hum
Jaisi Hai Teri Tamanna Waise Pyaar KarengeJaisi hai teri tamanna waise pyaar karengeHar dhadkan par apni wafa ka ikraar karengeJahan bhi jaoge har kadam humme hi paaogeIshq ke har mod par tera intezaar karenge