Ret Par Thak Ke Gira Hun To Hawa Puchti HaiRet par thak ke gira hun to hawa puchti haiAap iss dasht mein kyon aaye the vahshat ke bagair
Ek Pal Mein Jo Guzar Jaaye Yeh Hawa Ka Woh Jhoka Hai Aur Kuch NahiEk pal mein jo guzar jaaye yeh hawa ka woh jhoka hai aur kuch nahiPyaar kehti hai duniya jise ek rangeen dhokha hai aur kuch nahi
Insult shayari, Taza hawa ka jhoka aayaTaza hawa ka jhoka aayaKushbu tere sath layaPhir mere dil me khayal aayaKe lagta hay kiAaj bhi tu.Nahi ‘nahaya’
Kadam kadam pe hawa ki aahat kaKadam kadam pe hawa ki aahat ka dhyan rakhnaMushkil samay mein bhi iss dost ko yaad rakhnaHamari yaadon ki khushboo zaroor aayegiTum bus apni naak saaf rakhna
Ye hawa aap ki hasi ki khbar deti haiYe hawa aap ki hasi ki khbar deti haiMere dil ko khushi se bhar deti haiKhuda salamat rakhe aap ki hasi koKyu ki aap ki khushi humain jindgi deti hai
Ye hawa aapki hasi ki khaber deti hai,Ye hawa aapki hasi ki khaber deti haiMere dil ko khushi se bhar deti haiKhuda slamat rakhe aapki hasi koKyu ki aapki khushi humein khush kar deti hai