Uski Hansi Mein Chupe Dard Ko Mehsus Kar DostUski hansi mein chupe dard ko mehsus kar dostWoh kyu yunhi hans-hans k khud ko saza deta hai
Uski Hansi Me Chupe Dard Ko Mehsus Ko Kar DostUski hansi me chupe dard ko mehsus ko kar dostWoh kyu yoohi hans-hans ke khud ko saza deta hai
Lekar Hum Dusro Kee Hansi Kya KareinLekar hum dusro kee hansi kya kareinJo apni nahi wo khushi kya kareinTanha jeene se behtar hai mar jayein humJab saath tum nahi to zindagi jee kar kya karein
Kabhi Khud Pe To Kabhi Halaat Pe Hansi AayiKabhi khud pe to kabhi halaat pe hansi aayiTanha baithe baithe beeti baat pe hansi aayiWo yaad aaye to kuch pal ka rona aayaPhir agle hi pal mujhe haal-e-dil pe hansi aayi
Honthon Kee Hansi Ko Na Samajh Haqeeqat-e-ZindagiHonthon kee hansi ko na samajh haqeeqat-e-zindagiDil mein utar ke dekh hum kitne toote hue hain
Tere Pyaar Mein Do Pal Kee Zindagi Bahut HaiTere pyaar mein do pal kee zindagi bahut haiEk pal kee hansi aur ek pal kee khushi bahut haiYe duniya mujhe jaane ya na jaaneTeri aankhein mujhe pehchane yahi bahut hai