Hairan Hai Jabeen AajHairan hai jabeen aaHairan hai jabeen aaj kidhar sajda ravaa haiSar par hain khudavand sar-e-arsh khuda haiKab tak ise seenchoge tamanna-e-samar meinYe sabr ka pauda to na phula na phala haiMilta hai khiraj us ko teri naan-e-javin seHar baadshah-e-waqt tere dar ka gadaa haiHar ek uquubat se hai takhi mein sava-tarWo rang jo na-karda gunahon kee saza haiEhsaan liye kitne maseeha-nafson keKya kijiye dil ka na jala hai na bujha hai
Kab Woh Zahir Hoga Aur Hairan Kar Dega MujheKab woh zahir hoga aur hairan kar dega mujheJitni bhi mushkil mein hun aasan kar dega mujheRoo-b-roo kar ke kabhi apne mehakte surkh honthEk do pal ke liye guldaan kar dega mujhe