Rakshas Tha NaRakshas tha nRakshas tha na khuda tha pehleAadmi kitna bada tha pehleAasmaan, khet, samandar sab laalKhoon kagaz pe uga tha pehleMain wo maqtool jo qatil na banaHaath mera bhi utha tha pehleAb kisi se bhi shikayat na rahiJane kis-kis se gila tha pehleShehar to baad mein veeran huaMera ghar khaak hua tha pehle
Chaand Sa Jab Kaha To Gila Karne LageChaand sa jab kaha to gila karne lageBole, chaand kahiye na, chaand saa kya hai
Koi GilaKoi gila, koi shikwa na rahe aapseYeh aarzoo hai ki silsila rahe aapseBas is baat ki badi umeed hai aapseKhafa na hona agar hum khafa rahein aapse
Woh Dil Mein HaiWoh dil mein haiDhadkan mein haiRooh mein hai ghalibSirf kismat mein nahi hai to khuda se gila kaisa
Karein Kis Ka Yakeen Yahan Sab Adakaar Hi To HainKarein kis ka yakeen yahan sab adakaar hi to hainGila bhi karein to kis se yahan sab apne yaar hi to hain
Ab Na Koi ShikwaAb na koi shikwa, na gila, na koi malal rahaSitam tere bhi be-hisab rahe, sabr mera bhi kamaal raha