Hum Nilaam Hue Ghar Ko Thikana NahiHum nilaam hue ghar ko thikana nahBanate, saaf saaf kehte hain bahanNahi banate, bizliyan bhi giKar jaha sharm saar hoti hai, huAise khandharo ko nishana nahi banat
Tere Khyaal MeinTere khyaal meiTere khyaal mein kuch aise gum rahaa barsonMain apne aap se bhi mil nahin saka barsonKahin woh zaaiqa tehleel hi na ho jaeMain tum se mil kar kisi se nahi mila barsonKaha thaa tum ne ke tum laut ke aaoge eik dinSo main jahaan thaa wahin par kharha raha barsonTere baghair meri umar raayegaan guzriKoi bhi kaam nahin theek se hua barsonTumhare haath ki dastak ki aaas mein mohsinMain apne ghar se kahin bhi nahin gyaa barson