Tu Dekh Ya Na DekhTu dekh ya na dekh, tere dekhne ka gham nahiPar teri ye na dekhne kee ada dekhne se kam nahi
Main Talakhiye Hyaat Se Ghabra Ke Pee GeyaMain talakhiye hyaat se ghabra ke pee geyaGham kee siyah raat se ghabra ke pee geyaItni dakik she koi kaise samajh sake;Yazdan ke vakiyat se ghabra ke pee geya
Peete Hain Apne Maze Ke LiyePeete hain apne maze ke liye, khaamkhaan badnaam gham haiPoori botal pee kar dekho, phir duniya kya jannat se kam hai
Janta Hoon Aik Aese Shakhs Ko Mein Bhi MunirJanta hoon aik aese shakhs ko mein bhi munirGham se pathar ho geya lekin kabhi roya nahin
Gairon Pe Khul Na Jaye Kahin Raaz DekhnaGairon pe khul na jaye kahin raaz dekhnaMeri taraf bhi ghamza-e-ghamaz dekhnaMeaningGhamza-e-ghamaz = grief of the console
Jeete Jee Hum To Gham-e-Farda Kee Dhun Mein Mar GayeJeete jee hum to gham-e-farda kee dhun mein mar gayeKuch wahi achhhe hain jo waqif nahin anjam seMeaningGham-e-farda = tomorrow's sorro