Abke Khafa Hua Hai ItnaAbke khafa hua hai itnAbke khafa hua hai itna khafa bhi hoTu bhi ho aur tujh mein koi doosra bhi hoAankh na chheen meri nakabe badlata chalYun ho ki tu karib bhi ho aur juda bhi hoRishton ke registan mein har sar par dhoop haiHar paanv mein safar hai magar raasta bhi hoDuniya ke kehne sunane par insaniyat na chhodInsan hai toh saath mein koi khata bhi ho
Tu Nahi To Zindagi MeinTu nahi to zindagi meiTu nahi to zindagi mein kya reh jayegaDoor tak tanhaiyon ka silsila reh jayegaDard kee sari tahe aur saare guzre hadseSab dhuan ho jayenge ek waakiya reh jayegaYun bhi hoga wo mujhe dil se bhula dega magarYe bhi hoga khud usi mein ek khala reh jayegaDayre insan ke inkar ke iqrar kee sargoshiyaYe agar kabhi toote to fasla reh jayega
Abke Khafa Hua Hai ItnaAbke khafa hua hai itnAbke khafa hua hai itna khafa bhi hoTu bhi ho aur tujh mein koi doosra bhi hoAankh na chheen meri nakabe badlata chalYun ho ki tu karib bhi ho aur juda bhi hoRishton ke registan mein har sar par dhoop haiHar paanv mein safar hai magar raasta bhi hoDuniya ke kehne sunane par insaniyat na chhodInsan hai toh saath mein koi khata bhi ho
Sach Hai Insan Ki Khwaish Ki Koi Hadh NahiSach hai insan ki khwaish ki koi hadh nahiMeri unginat khwaishein dekhoEk tum bas tum sirf tum
Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut HainZara si zindagi hai armaan bahut hainHumdard nahi koi, insan bahut hainDil ka dard sunaye to sunaye kiskoJo dil ke kareeb hain wo anjaan bahut hain
Zindagi Kee Rah Mein Raaste Badal Jate HainZindagi kee rah mein raaste badal jate hainWaqt kee aandhi mein insan badal jate hainSochte hain tumhein itna yaad na karein lekinAankh band karte hi irade badal jate hain