Khoon Bar Kar Munasib Nahi Dil BaheKhoon bar kar munasib nahi dil baheDil nahi maanta kaun dil se kaheTeri duniya mein aaye bahut din raheSukh ye paya ki hum ne bahut dukh saheBulbulein gul ke aansu nahi chatatiUn ko apni hi margoob hain chehchaheAalam-e-nazaa mein sun raha hun mein kyaYe azizon kee cheekhe hain kya kehkaheIs naye husn kee bhi adaon pe humMar mitenge ba-sharte ke zinda raheTum 'hafeez' ab ghisatne kee manzil mein hoDaur-e-ayyaam pahiya hai gham hain rahe
Jis Tarah Ragon Mein Khoon Rehta HaiJis tarah ragon mein khoon rehta haiUssi tarah mujhe teri chahat ka junoon rehta haiZindagi kee har khushi mansoob hai tumseBaat ho tum se to dil ko sukoon rehta hai
Modi Shayari, Ubalte huye khoon kiUbalte huye khoon ki rawani hai modiEs desh ke yuva ki jawani hai modiSoye huye the jo ab tak hindustaniUnke jaag uthne ki kahani hai modi.
Rishte khoon ke nahi hoteRishte khoon ke nahi hoteRishte ehsas ke hote haiAgar ehsas ho to ajnabi bhi apneAur agar ehsas na ho to apne bhi ajnabi hote hai.