Kisi Ranjish Ko Hawa Do Ke Mein Zinda Hoo AbhiKisi ranjish ko hawa do ke mein zinda hoo abhi;Mujhe koi ahsaas dila do ke mein zinda hoon abhi;Mere rukane se meri saanse bhi ruk jaayegi;Fasale aur badha do ke mein zinda hoon abhi;Zehar peene ki toh aadat thi zamanewalo;Ab koi aur dava do ke mein zinda hoon abhi;Chalti raho mein yuhi aankh lagi hai 'faakir'Bheed logo ki hata do ke mein zinda hoon abhi
Tere Daaman Kee Hawa Mangte HainTere daaman kee hawa mangte hain;Hum bhi jeene kee dua mangte hain;Mutaribo koi achuta nagma;Saaz aahang-o-sadaa mangte hainMaah-o-anjum ke jharokhe aksarKisi ke aariz kee dua mangte hainPhir patangon mein khudayi jagi;Sholay hashr-numa mangte hain;Banda-parwar koi khairat nahi;Hum wafaon ka sila mangte hain;Maikada ho ke kaleesa 'saghir'Sari duniya ka bhala mangte hain
Kisi Ranjish Ko Hawa DoKisi ranjish ko hawa dKisi ranjish ko hawa do ke mein zinda hoo abhiMujhe koi ahsaas dila do ke mein zinda hoon abhiMere rukane se meri saanse bhi ruk jaayegiFasale aur badha do ke mein zinda hoon abhiZehar peene ki toh aadat thi zamanewaloAb koi aur dava do ke mein zinda hoon abhiChalti raho mein yuhi aankh lagi hai 'faakir'Bheed logo ki hata do ke mein zinda hoon abhi
Yeh Narm Narm Hawa Jhilmila Rahe Hain ChiragYeh narm narm hawa jhilmila rahe hain chiragTere khyal kee khushboo se bas rahe hain dimagDilon ko tere tabassum kee yaad yun aayiKi jagmaga uthe jis tarah mandiron mein chiragTamaam shola-e-gul hai tamaam mauj-e-bahaarKi taa-had-e-nigaah-e-shauq lahlahate hain baagNayi zameen, naya aasmaan, nayi duniyaSuna to hai ki mohabbat ko in dinon hai faragDilon mein daag-e-mohabbat ka ab yeh aalam haiKi jaise neend mein doobe hon pichali raat chiragFiraq bazm-e-chiragan hai mehfil-e-rindanSaje hain pighli hui aag se chalkate ayaag
Ret Par Thak Ke Gira Hun To Hawa Puchti HaiRet par thak ke gira hun to hawa puchti haiAap iss dasht mein kyon aaye the vahshat ke bagair
Main Ek Zarra Bulandi Ko Chhune Nikla ThaMain ek zarra bulandi ko chhune nikla thaHawa ne tham ke zamin par gira diya mujhko