Na Socha Na SamjhaNa socha na samjhNa socha na samjha na seekha na janaMujhe aa geya khud-ba-khud dil laganaZara dekh kar apna jalwa dikhanaSimat kar yahin aa na jaye zamanaZubaan par lagi hain wafaon kee muhreinKhamoshi meri keh rahi hai fasanaGulon tak lagayi to aasaan hai lekinHai dushwaar kaanton se daaman bachanaKaro laakh tum matam-e-naujawaniPa 'meer' ab nahi aayega wo zamana
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi MujheEk shaks pas reh ke samjha nahi mujheIs baat ka malal hai shikwa nahi mujheMain ush ko bewafai ka ilzam kaise duUsne to dil se hi chaha nahi mujhe
Bahut Socha Bahut Samjha Bahut Hi Der Tak ParkhaBahut socha bahut samjha bahut hi der tak parkhaKi tanha ho ke jee lena mohabbat se to behtar hai
Tumne Bhi Humein Bas Ek Diye Ki Tarah Hi SamjhaTumne bhi humein bas ek diye ki tarah hi samjhaRaat gehri hui to jala dia, subah hui to bujha dia
Apne Aap Ko Toh Hum Samjha LengeApne aap ko toh hum samjha lengeMagar dil mera yeh manta hi nahiHumne toh dekhi hai bewafayi aapkiAap bewafa ho dil jaanta hi nahi
Samjha Lo Apne Dil Ko Pyar Na KareSamjha lo apne dil ko pyar na kareMeri fitrat he bewfai izhar na kareHmse paoge dhoka tm yad rakhnaPehle hi kahte he koi hmara atbar na kare.