Aah Ko Chaahiye Aah ko chaahiyeAah ko chaahiye ik umar asar hone tak;Kaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone tak;Aashiqii sabartalab aur tamannaa betaab;Dil kaa kyaa rang karun khuunejigar hone tak;Ham ne maanaa ke tagaaful na karoge lekin;Khaak ho jaayenge ham tumako khabar hone tak;Gamehastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj;Shamm'a har rang men jaltii hai sahar hone tak!Translation:Sar: beginningSabr-talab: suppressed desiresTagaaful: apathy, ignoreGham-e-hastii: life of sorrowAsad: a reference to the poet, mirza ghalib