Lab Pe Pabandi To Hai Ehsas Par Pehra To HaiLab pe pabandi to hai ehsas par pehra to haiPhir bhi ahl-e-dil ko ahval-e-bashar kehna to haiKhoon-e-adaa se na ho khoon-e-shahidaan se hi hoKuch na kuch is daur mein rang-e-chaman nikhra to haiApni ghairat bech daalen apna maslak chhod denRehnumaon mein bhi kuch logon ka ye mansha to haiBhuj rahe hain ek ek kar ke aqidon ke diyeIs andhere ka bhi lekin saamna karna to haiJuth kyon bole farogh-e-maslahat ke naam parZindagi pyari sahi lekin humein marna to hai

Ban Kar Ehsas Meri Dhadkan Ke Pass Rehte HoBan kar ehsas meri dhadkan ke pass rehte hoTasvir ban kar meri ankhon ke pass rehte hoPuchna hai bas ek sawalHumse dur hokar kya aap bhi udaas rehte ho
Dard Ka Ehsas Janna Hai To Pyaar Kar Ke DekhoDard ka ehsas janna hai to pyaar kar ke dekhoApni aankhon mein kisi ko utaar kar dekhoChot unko lagegi aansu tumhein aa jayengeYe ehsas janna ho to dil haar kar dekho
Mozudgi jaruri nahi jaruri ehsas haiMozudgi jaruri nahi jaruri ehsas haiHum kahi dur nahi aapke aas pass haiDekhiye to jara mann ki aankho seHum har kadam par aapke saath ha