Jane Kis Baat Kee Mujhko Saza Deta HaiJane kis baat kee mujhko saza deta haiMeri hansti hui aankhon ko rula deta haiEk muddat se khabar bhi nahi teriKoi iss tarah bhi kya apne pyaar ko bhula deta hai
Mili Hawaon Mein Udne Ki Wo Saza YaaroMili hawaon mein udne ki wo saza yaaroKi main zameen ke rishton se kat geya yaaroWe be-khayal musafir main raasta yaaroKahan tha bas mein mere use rokna yaaroMere kalam pe zamae kee gard aisi thiKi apne baare mein kuch bhi na likh saka yaaroTamam shehar hi uski talaash mein ghum thaMain uske ghar ka pata kis se puchta yaaroJo beshumar dilon ki nazar mein rehta haiWo apne bachhon ko ek ghar na de saka yaaroJanab-e-meer ko khudrajiyon meinMiyan 'wasim'ke kehne ko kya bacha yaaro
Gunah Karke Saza Se Darte HaiGunah karke saza se darte haiZehar pee ke dawa se darte haiDushmano ke sitam ka khauff nahiHum toh doston ki wafa se darte hain
Rone Kee Saza Na Rulane Kee Saza HaiRone kee saza na rulane kee saza haiYe dard mohabbat ko nibhane kee saza haiHanste hain to aankhon se nikal aate hain aansuYe us shakhs se dil lagane kee saza hai
Rone Kee Saza Na Rulane Kee Saza HaiRone kee saza na rulane kee saza haiYe dard mohabbat ko nibhane kee saza haiHanste hain to aankhon se nikal aate hain aansuYe us shakhs se dil lagane kee saza hai
Koi Achhi Si Saza Do MujhkoKoi achhi si saza do mujhkoChalo aisa karo rula do mujheTumhein bhulun to maut aa jayeDil kee gehrai se yeh dua do mujhko